"There are two ways of spreading light:to be the candle or the mirror that reflects it."
Friday, 27 September 2013
Only airport in the world - which has runway crossing the express Highway
Gibraltar Airport in British overseas territory of Gibraltar is the only airport in the world - which has runway crossing the express Highway (between Spain & the island). Traffic lights are used to stop the traffic while an aircraft takes off or lands! British Airways has daily flights here
Thursday, 26 September 2013
WORLD AS I SEE IT
How do we see the world?
In my view, we can see it in two
ways. In one way, we see the world as beautiful, attractive and colorful. There
are so many things present to beautify our lives. For example, love in my view
without love life is incomplete. If love had not been there all the beauty
would have vanished and every thing felt colorless and aim less. It is the
power of love that brings closes every two people. If we have everything like
big house, a car, a smart job, but if there is no love between them, then every
thing is useless. On the other hand, if there is love among husband and wife
and no other things then their life is the most beautiful thing on the earth
for them and they think they have everything.
The other way of seeing this
world is considering it as an examination hall and we have appeared in some
exams, and the result of our acts will be announced by ALLAH on the Day of
Judgment. Thus as a Muslim we must spend our lives very carefully because
beauty and the colors of this world distract us from virtues and morals. We
must do acts, which are helpful for this exam. i.e., we must perform five time
prayers, make people happy, should not back bite or hurt people. In this way we
can get bestows and blessings of ALLAH (Insha ALLAH).
Wednesday, 25 September 2013
Impact of Indian movies on Pakistani youth
Indian movies have always been a source of entertainment for Pakistanis but we are not realising how badly they are affecting our youngsters' minds. Most of the Bollywood movies openly showcase various drugs and tobacco usage as a socially acceptable thing and our youngsters end up admiring Indian actors consuming alcohol and smoking. Recently, a lot of Turkish plays have also been airing on our local channels where they also show use of alcohol openly. I request our media regulatory authority to ban unethical Indian movies. It is the responsibility of government to ban all those CD, DVD cassettes, websites and channels which are promoting vulgarity and sexuality.
Sana Amin,
Nokia Pakistan Mobile Free in 2014
Nokia is maintains the highest sharemarket of the mobile phone set in pakistan and there are no signs of decline there, thought he other compititors including the chinese cheap mobile in Pakistan are on the rise and giving tough fight to the Nokia.
In pakistan everybody seems to have a mobile phone set.Chinese phone sets are also very popular because they are cheap to buy and serve the purposethough their quality is not good enough , but as most of boys and girls even from a lower class guy keep can keep those chinese phone sets which are available almost for free.Free mobile phones in pakistan is something not very strange, as the real cost comes from the balance
Nokia has revamped its Nokia pakistan website and there are many new campaigns available along with the pictures and descriptions of latest upcomming sets. Nokia is also projecting and marketing its cool smart phone sets in pakistan on reasonable prices which can be affortabe by any middle class person , bt other are also notlagging behind.
We are sure to see some dinamic fierce competition in 2014.
Tuesday, 24 September 2013
Maal-e-muft Dil-e-bereham
''Maal-e-muft dil-e-bereham'' ye misal sunte he dimagh me un logo ka khayal ata he jo muft ka maal milte he ese mall-e-ganimat samjh kar lotne me masroof ho jate hain ese logo me hamari qoum bhi peeche nahi is ki bari misaal 2013 k election me mukhtalif tanzeemo k jalsoon me nazar ati he jahan kahin log kahne pe jhapte to kahin log jalse me istamal hone wali kursiyoon ko he ganimat jan kr loot k le gaye kuch jalsoo me to beqarar awam ne khane pe kuch is tarah hamla kiya khana pait ko kam zameen ko zayada naseeb hoa.
agar isi tarah kabhi galti se hokomat ki taraf kuch mouft mila to katarain to khair kahin nazar nhi ayain albatta lote pete truck zaroor nazar aye had to ye he k agar aik ko kuch nahi mila to us ne dosre k hath se jhapatna chaha kya aisi hoti hain taleem yafta qomain? lekin jis mulk ki shara-e-khaondegi 56% ho wo kya taleem yafta quom kehlaye ge ? kya hum isi tarah khoab-e-ghaflat k maze lete rahain gay hamain ab sirf sochna nahi amli qadam uthana pare ga tabhi kuch ho sakta he.............
Monday, 23 September 2013
Yun tou Syed bhi hou,Mirza bhi hou,Afghan bhi hou.....Tum Sabhi kuch hou tou bataoo Musalman Bhi hou???
Aqaid ki bina per qatal-o-garat giri karna islam nahi seekha tou in sab fasadaaat ke peechey akhir haath kis quwaaat ka hai?
Islam ne humain musalman banaya hai,bhai chaare ka sabak sikhaya hai na k Shia,Sunni,Deoband banaker firkon mai takseem hone ka hukum dia hai.Khudara is mukhtasareen paigaam kou samjhiye aur khud kou firqa waraiyat ki jung mai na uljhayen .Apni aaney wali nasloon per reham ka mamla karen ,unhen bagawat ki aag main na jhulsayen q k nafraaat ka beech kabhi mohabbat ka phaal nai deta woh nafraat ki hi afzaish ka saman banata hai aur usi kou parwaan charhata hai.
Jou bolonga to mout ki neend sula denge ba-ikhtiyaa...... Gar chup raha to nadamaat ki mout maronga!!!
Guzishta roz Karachi Press Club ke samne Mutahida Quami Movement (MQM) ney apne tamam tar saathiyon aur leaders ke humrah pur aman ehtijaaz record karwaya. Ehtijaj(protest) ka maqsaad masoom saathiyon ka qatal-e-aam aur na haq giriftari thi.
Ehtijaj mai shamil tamam tar numaida-e-tanzeem ka kehna tha ke humne dehshat gardi ke khilaaf operation ke liye hami bhari thi na ke humare hi saathiyon ki giriftaariyon ke khilaf.Ehtijaj mai shamil tamam tar numaidon ka kehna tha ke khudara ab tou MQM k khilaaf na haq operation band kia jaye aur humare saathiyon kou na provoke kiya jaye warna halaat kasheedgi ikhtiyaar kar sakte hen.Un ka yeh bhi kehna tha ke MQM ne jab bhi dehshaat gardi ke khilaaf awaz uthaii ulta waar unhi per aaya aur unhi ke saathiyon ki jane gaen. Yeh baat kisi hadh tak qabil-e-gour aur fikar thi q ke tareekh gawaah hai, aj tak jis kisi ne awam ki raah mai awaz uthaii usi kou khamosh kardia jata hai. Aur baat aaii gae houjati hai. Lihaza ab humain mazeed mazaalim na sehte huey haq per datey rehna hai aur apne liye apni baqa ke liye larna hai.
Ehtijaj mai shamil tamam tar numaida-e-tanzeem ka kehna tha ke humne dehshat gardi ke khilaaf operation ke liye hami bhari thi na ke humare hi saathiyon ki giriftaariyon ke khilaf.Ehtijaj mai shamil tamam tar numaidon ka kehna tha ke khudara ab tou MQM k khilaaf na haq operation band kia jaye aur humare saathiyon kou na provoke kiya jaye warna halaat kasheedgi ikhtiyaar kar sakte hen.Un ka yeh bhi kehna tha ke MQM ne jab bhi dehshaat gardi ke khilaaf awaz uthaii ulta waar unhi per aaya aur unhi ke saathiyon ki jane gaen. Yeh baat kisi hadh tak qabil-e-gour aur fikar thi q ke tareekh gawaah hai, aj tak jis kisi ne awam ki raah mai awaz uthaii usi kou khamosh kardia jata hai. Aur baat aaii gae houjati hai. Lihaza ab humain mazeed mazaalim na sehte huey haq per datey rehna hai aur apne liye apni baqa ke liye larna hai.
Subscribe to:
Posts (Atom)