"There are two ways of spreading light:to be the candle or the mirror that reflects it."
Monday, 7 October 2013
PHAL AUR SABZI KHOR ZYADA PORUMEED HOTE HAIN TEHKEEK...
Sciencedano ne daryaft kiya he k zyada phal aur sabziyan khane wale log mustakbel k hawale se porumeed hote hain zyada phal aur sabziyan kah kar ab udasi aur pareshani ka elaj bhi kiya ja sakta he kyun k sciencedano ne hari sabziyan aur narangi rang k phalon ko nuskhe k tor par tajweez kiya he un ka kehna he k phal aur sabziyon ka rozmarrah istamal na sirf jismani toor par tandrust rakhta he bal k bht zyada phal aur sabziyan khane se dimagh bhi asooda aur mutmain rehta he lehaza hamain apni roozmarah ki khorak me zayada se zyada phal aur sabziyon ka istamal karna chahiye.
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment